Fana Nizami Kanpuri
Contributed by Fayaz Razvi arbaab-e-junuun me.n hai.n kuchh ahl-e-Khirad shaamil har ek musaafir se manzil kaa pataa na puuchhaa kar
Contributed by Fayaz Razvi mai.n un ke saamane se guzarataa huu.N is liye tark-e-ta'alluq kaa ehasaas mar na jaaye
Contributed by Fayaz Razvi ahl-e-dair-o-haram rah gaye tere diivaane kam rah gaye manzil.en duur_tar ho ga_ii.n faasile kam se kam rah gaye